~Kitna tanha hai ye naya sheher, ki abhi tumhari yaadein tak nahi aayi hai yahan~
~Dil na hai umeed, nakaam hi to hai. Lambi hai gum ki shaam magar shaam hi to hai ~ Gulaam Nabi Azad
~Beta, jisko safalta nahi mili ho, usko bewakoof na samajhna ~ Mother of Manoj Bajpayee
~Jeena mushkil hai ki aasan jara dekh toh lo, Log lagte hain pareshaan jara dekh toh lo, Ye naya sheher toh khoob basaya tumne , Kuyn puraana hua viraan jara dekh toh lo ~ J Akhtar
~Toh man badaldo, paristhithiyan aagar nahi baldti. Toh nazar ko badaldo nazara badal jaata hai, soch ko badaldo sitaara badal jata hai, aur qasshti badalne ki zaroorat nahi hai, disha badal do kinara badal jaata hai ~
~Ek umar voh thi, jaadu pe bhi yakeen tha,Â
Ek umar ye hai, haqiqat par bhi shak hai'
~Abhi kitaabon se seekh rahe ho to neend aa rahi hai
Jab zindagi seekhayeingi to neendein udh jayegi'
~Ab toh nikal aa khudh ke andar se
Ghar mein samaan ki jaroorat hai'